OwnSkin logo
To sign my guestbook, you need to signin first.
Pole Dancing Picture

JenaiPatasa Guestbook

Punk928S  (11 years ago)
nhi meri sirf 2 punk name ki ids hai baaki sab nhi
Punk928S  (11 years ago)
aise he 1st tym aya tha yahan toh yahi name ki id create ho gayi
Punk928S  (11 years ago)
nhi sirf mj ke he songs pasand hai
Punk928S  (11 years ago)
ok g



kaise ho
Punk928S  (11 years ago)
yaar sab mujhe mj mj kyun bol rhe hain
Punk928S  (11 years ago)
patasa
mortal  (11 years ago)
Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
mortal  (11 years ago)
Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
RajaJani1  (11 years ago)
ap ke gar ke darwaze pr
RajaJani1  (11 years ago)
gar wale gaov gae he na akela hon chote bhai ke sat

Home | English
Old OwnSkin Mobile
Login
Feedback/Help
©2009 http://m.ownskin.com