To sign my guestbook, you need to signin first. | |
ikaajazshaam Guestbook![]() Wo Kehti thi Suno Jana Mohabat Moum Ka Ghar He Tabish BadGumani Ki Kahin Pighla Na De isko Men Kehta tha Jis Dil Main Zara B Bad gumani Ho Wahan Kuch Or Ho To Ho Mohabat Ho Nahi Sakti Wo Kehti thi Sada Aesy Hi Kya tm MujKo Chaho Ge K Men is Main Kami Koi B Gawara Kr Nahi Sakti Main Kehta tha Mohabat Kya He Ye Tm ne shikaya he Mujy Tm Se Mohabat K Siwa Kuch b Nahi Ata Wo Kehti thi Judai Se Boht Darta He Mera Dil K Khud ko Tm Se Hat Kr Dekhna Mumkin Nahi He Ab Men Kehta tha Yehi Khadshay Boht MujKo sataty Hen Mager Sach He Mohabat Main Judai Sath Chalti He Wo Kehti thi Batao Kya Mere Bin Ji Sako Ge Tum Meri Baten Meri Yaden Meri Ankhen Bhula Do ge Men Kehta tha Kabhi is Bat pr socha nahi men ne agr ik pal ko b sochon to sansen rukny lagti hen wo kehti thi tumhen mujse mohabat is kader kun he K main ik aam c larki tumhen kun khas lagti hon men kehta tha kabhi khud ko meri ankhon se tm dekho meri dewangi kun he ye khud hi jan jao gi wo kehti thi mere dam hi se ye sawera he ab us k bad hr su andhera hi andhera he ![]() Meri jaan k mausam e zard mein Mere dil k ang-e-sard mein Ye jo hasraton ki he khanqaah Yahan deep jaltey hen shaam ko Teri yaad k tere pyar k Yahan raqs karti hen Khushbuein Teri chahaton k Khumar kein Sabhi zakh'm mehkay gulab hein Magar is mazaar pay jaan-e-jaan Hein udasiyon k wo roz-o-shab Jinhen kaat'tay, jinhen Jhailtay Meri zindgi ka har aik pal He azaab mein He saraab mein Teri khwab mein hi guzar gaii Wo jo umr thi barhy kaam ki Jisey zeest kehtay hen Chaara'gar Wo to Jaanay kab say kidhar gaii Kabhi Jee uthi kabhi mar gaii Wo yehein kehein Bikhar gaii Ye jo khuwahishon ka mazaar he Ye jo hasraton ki he khan'qaah Mere dil k aangan-e-zard mein Meri jaan k mausam-e-sard mein Yahan deep jaltay hen shaam ko MISS U MEHRU VERY MUCH. ![]() Koi Ghazal Suna Kar kia Karna.? Yun Baat bharha kar kia kia karna? Tum Mery Thay Tm mery Ho, Dunia Ko Bata Kar Kia karna, Tum ehad Nibhao Chaht Say, Koi Rasm nibha Kr Kia karna, Tum khafa bhi Achay Lagty Ho, Phr Tm KoMana Kar Kia Karna, Din Yad Sy Acha Guzray Ga, Phr tm ko Bhula kar kia karna, ![]() Abhi To Dil Mein Halki Si Khalish Mehsoos Hoti Hai ! Bohat Mumkin Hai Kal Is Ka ! Mohabbat Naam Ho Jaye...! Khayaalon Mein Yeh Kaun Aaya ! Sitaron Ki Chamak Le Kar ! Mere Shano'n Pe Bikhre Hain ! Yeh Kis Ki Zulf Ke Saaye ! Bohat Mumkin Hai Kal Is Ka ! Mohabbat Naam Ho Jaye...! Yeh Kaisi Be khudi Hai ! Dil Mein Kaisa Kaif Chaya Hai ! Yeh Meri Jaagti Aankhon Mein ! Kaise Khowab Lehraye ! Bohat Mumkin Hai Kal Is Ka ! Mohabbat Naam Ho Jaye...! Ruki Hai Zindagi Aik Muskurate Mor Pe Aa Kar ! Kahin Yeh Muskurahat ! Zindagi Bhar Ka Gham Na Ban Jaye ! Bohat Mumkin Hai Hai Kal Is Ka ! Mohabbat Naam Ho Jaye...! ![]() JB HAM CHOTY THY TAB BARA HONE KI BARI CHAHAT THII AB BARY HOVY TO PATA CHALA K IN TOOTY ARMANO AUR ADHOORI KHAWAISHON SE KYI ZYADA BEHTER WO ADHOORY HOMEWORK AUR TOOTY HOVE KHILONY THY...? ![]() Halki Halki C Sard Hawa, Zara Zara Sa Dard-E-Dil AndaaZ Acha Hy ay December Tery Aany Ka.. .-._.-. '-._.-' | |