To sign my guestbook, you need to signin first. | |
ikaajazshaam GuestbookFARIDNAWAZNAUL (6 years ago) Aoa Dear it's my poem not yours I wrote this in 1996 and it published in our university magazine and on poetry website And how it's yours ikaajazshaam (9 years ago) ﯾﮧ ﻣﺮﺍ ﺳﻔﺮ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﺨﺘﺼﺮ ﻣﺮﮮ ﺍﺟﻨﺒﯽ ﻣﺮﮮ ﺍﺷﻨﺎ ﻣﺮﮮ ﺑﮯ ﺧﺒﺮ ﯾﮩﺎﮞ ﮬﺮ ﻗﺪﻡ ﭘﮧ ﮬﯿﮟﻭﺣﺸﺘﯿﮟ ﯾﮩﺎﮞ ﺳﺎﻧﺲ ﺳﺎﻧﺲ ﻣﯿﮟ ﺧﺎﺭ ﮬﯿﮟ ﺗﯿﺮﯼ ﺳﺮﺩ ﻣﮩﺮﯼ ﻭ ﺑﮯ ﺭﺧﯽ ﮐﮯ ﮬﺰﺍﺭﻭﮞ ﺗﯿﺮ ﺯﮨﺮ ﺑﺠﮭﮯ ﺟﻮ ﺟﮕﺮ ﺳﮯ ﺭﻭﺡ ﮐﮯ ﭘﺎﺭ ﮬﯿﮟ ﻣﺮﺍ ﺑﺲ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮯ ﭘﻠﭧ ﺳﮑﻮﮞ ﮐﺴﯽ ﻣﻮﮌ ﭘﺮ ﮐﭽﮫ ﭘﻞ! ﮐﻮ ﺭﮎ ﮐﮯ ﮬﯽ ﺳﻮﭺ ﻟﻮﮞ ﺗﺠﮭﮯ ﺟﺰﺏ ﺩﻝ ﺳﮯ ﭘﮑﺎﺭ ﻟﻮﮞ ﺗﺠﮭﮯ ﺩﻭﺭ ﺟﺎﻧﮯ ﺳﮯ ﺭﻭﮎ ﻟﻮﮞ ﺗﺠﮭﮯ ﺍﭘﻨﮯ ﺩﻝ ﮐﮯ ﺗﻤﺎﻡ ﺭﻧﮓ ﺣﺴﯿﻦ ﺟﺬﺑﮯﺧﻠﻮﺹ ﭘﻞ ﺟﻮ ﺍﻣﺎﻧﺘﺎﻣﺮﮮ ﭘﺎﺱ ﮬﯿﮟ ﺳﺐﺍﯾﮏ ﺑﺎﺭ ﮬﯽ ﺳﻮﻧﭗ ﺩﻭﮞ ﭘﺮ ﮐﯿﺎ ﮐﺮﻭﮞ ﺗﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺳﮯ ﻣﺮﯼ ﺫﺍﺕ ﺗﮏ ﯾﮧ ﻣﺮﺍ ﺳﻔﺮﻧﮩﯿﮟ ﻣﺨﺘﺼﺮ ikaajazshaam (9 years ago) Suno..... Naraaz Ho Hum Se? Magar Hum wo Hen Jin Ko To Manaana b Nahi Aata Kisi Ne Aaj Tak Hum Se Muhabbat Jo Nahi Ki Hay Muhabbat Kesi Hotii Hay? Hamary Shehar k Atraaf Men To Sakht Pehra Tha Khizaown Ka Aur Iss Shehar-e-Preshan Ki Faseelen Zard Belon Se Ladi Thin Aur Un Men Na Khushboo Thi, Na Koi Phoolshkil hota he kisi ko chorh kar jana, Ek dil ka rishta doosre se tor kar jana.. Ye duniya chorh deti he Bharam sab tor deti hai.. Din bhar k thaky panclim Hawa Hum Per Qadam Rakhti To Uss k Paaown k Neechay Hamara Dam Nikal Jata Magar Pat Jharr Ka Wo Mousam Suna He Tal Chuka Ab To Magar Jo Haar Hona Thi So Wo To Ho Chukii Hum Ko Suno..... Haary Hove Logoon Se To Rootha Nahi Karty...!!!.. ikaajazshaam (10 years ago) Yoon akelay men usay ehd-e-wafa yaad aaey, Jesay banday ko museebat men khuda yaad aaey Jesay ujray hovy panchi ko nasheman apna, Jesay apnon k bicharnay pe dua yad aaey. Jesay dhalti hoi shamon ko sawera koi, Jesay pinjray men parinday ko Fizaa yad aaey, Jesay boorhay ko khyalat men bachpan apna, Jesay bachay ko shrarat pe saza yaad aaey. Jesay ujri hoi basti ko zamana apna, Jesay tufaan k thehernay pe diya yaad aaey. Jesay palkon k jhapaktay hi kinaray bheegen, Jesay us roz, hova kon juda, yaad aaey Jesay sooraj ki tamazat men ghata yaad aaey, Yoon akely men usay ehd-e-wafa yaad aaye. ikaajazshaam (10 years ago) Yoon akelay men usay ehd-e-wafa yaad aaey, Jesay banday ko museebat men khuda yaad aaey Jesay ujray hovy panchi ko nasheman apna, Jesay apnon k bicharnay pe dua yad aaey. Jesay dhalti hoi shamon ko sawera koi, Jesay pinjray men parinday ko Fizaa yad aaey, Jesay boorhay ko khyalat men bachpan apna, Jesay bachay ko shrarat pe saza yaad aaey. Jesay ujri hoi basti ko zamana apna, Jesay tufaan k thehernay pe diya yaad aaey. Jesay palkon k jhapaktay hi kinaray bheegen, Jesay us roz, hova kon juda, yaad aaey Jesay sooraj ki tamazat men ghata yaad aaey, Yoon akely men usay ehd-e-wafa yaad aaye. ikaajazshaam (10 years ago) Kuch Aise Log Jo Khas Bohut !! Jo Dost B Hoon Or Piyare B!! Tareef Mein Jin Ki Lafz Na Hoon !! To Aam Se Lafz Hum Likhein Kyn!! Kuch Safhay Kuch Linain Kuch Warq !! Kyn Na Khali Rehne Dain !! Or Tum se Piyare logon Ko Sirf !! Hum Apne Dil Mein Hi Rehne Dein! ~♥•$hååm•♥~ ikaajazshaam (10 years ago) Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi Tere Bad Ye Duniya Wale Mujh Ko Pagal Kar Den Gay Khushbu K Dais Men Mujh Ko Le Chal Apne Sath Wasi Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kb Tak Ghum Sum Betho Gay Khamoshi Se Dam Ghut_Ta Hai Cherro Koi Bat Wasi Aj To Us Ka Chehra Bhi Kuch Badla Badla Lagta Hai Mosam Badla, Duniya Badli, Badl Gay Haalat Wasi Mere Ghar Khushiyon Ka Ye Raqs Usi K Dam Se Hai Us K Sath Chali Jay Gi Pholoon Ki Baraat Wasi Chor Wasi Ab Us Ki Yaden Tujh Ko Pagal Kar Den Gi Tu Qatra Hai Wo Darya Hai Dekh Apni Auqaat Wasi | |