gOOOOoooddddddd nooOON...
apne hisse ki zindagi to hum jee chuke
ab to bas dhadkano ka lihaaz karte hain
kya kahen ye duniya walo ko jo,
aakhari saans par bhi aitaraaz karte hain|
wow nice....
gud nyt
sweet dreamzzzzzzzzzzzzzz..............
Ye duniya hai yahan pe ye tamasha ho bhi skta hai...
Abhi jo ghum humra hai tumhara ho bhi sakta hai...
Tum apne aap ko hargiz koi ilzam mat dena...
Ye soda hai mohabbat ka khasara ho bhi sakta hai...
Tum ye mat samajh na tum hi meri akhri mohabbat ho...
Mohabbat jurm hai hum se dobara ho bhi sakta hai...