Gud night friends........
Us ne kaha!
Tum me pehle jesi baat nahi!
Maine kaha!
Zindagi me tera sath nahi!
Usne kaha!
Kia ab b kisi ki ankhon me dob jatay ho?
Maine kaha!
Ab kisi ankh me wo baat nahi!
Usne kaha!
Kyun itna tot kar chaha tha mujhe?
Maine kaha!
Insan hon pathar zaat nahi!
Usne kaha!
Kia main bewafa hon?
Maine kaha!
Mujhe ab wafa ki talash nahi!
Us ne kaha!
Bhool jana mujhko!
Maine kaha!
Tum “ZINDGI”ho koi “khAWAB”nai.
hw r u. Whts ur real name. Nd whr r u frm.
hw r u. Whts ur real name. Nd whr r u frm.
Jinki MANJIL ek hoti he wo AKSAR rahon me hi mil jate he. (DuWa Me YaAd RaKhNa)