miku1989 13 years ago Jo dil ke karib hi nahi saanso me base ho,
Dost sache agar sath ho to roya nahi karte.
Jo ho jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai,
Gum me bhi sukun de ese doston ko khoya nahi karte…
:sun: :sun: :sun: :sun: :sun: :sun: :sun:
many many happy returns of the day :shy2:
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du…
Junam Din Mubarak Ho
:heart: :heart: :heart: :heart: :heart:
PrinceKhan81 13 years ago Happy birthday janemann:heart:
Jug jug jiyo:hee:
Jaldi se ek kanya mil jaye:p
Kritika11 13 years ago really thts gud:)
appy b'dy may god bless u :)
god b with u olwzzzzz
n dis s kritika nt krika :hee: n whr s my treat:o
Kritika11 13 years ago wish u d same:P
n vry g.mrng:smile:tak cr olwzzzz keep:)
miku1989 13 years ago Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai
Aankho Ki Baatein Dil Ki Chor Hoti Hai
Kisi Ne Jab Bhi Pucha Friendship Ka Matlab
Hamari Ungli Aapki Aur Hoti Hai
:shy2: :shy2: :shy2: :shy2: :shy2: :shy2:
Pal Bhar Mein Toot Jaye Voh Kasam Nahi
Apne Friend Ko Bhool Jayein Voh Hum Nahi
Tum Hume Bhool Jao Is Baat Mein Bhi Dum Nahi
Kyon Ki Tum Hume Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi
:heart: :heart: :heart: :heart: :heart: :heart:
Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation Zindagi Bhar Kaam Aate Hain
:$ :$ :$ :$ :$ :$ :$ :$ :$ :$ :$ :$