Anshara1 13 years ago tami darling jo apki izzat karta ho jo apku hamesha sahi bt samjata ho usku kabi na khowo...dost to hazar milenge par hame hamsa ziada samajne wala hamesha apka sath dene wala koi nai milega..
Anshara1 13 years ago di kbi kbi galt hm khud rehte hain, aur hame jo apna mante hain wo hame sahi raah dikhate hain...lekin hm itne gumrah hojate hain k hame sahi sunayi nai deta na such dikhayi deta hai...aur jb hm is bt ku samajte hain tb tk hm bhot kuch kho chuke hote hain:( :)
victoria8486 13 years ago Bb jaan sahi kaha yaha k log majboor krte hn badlne m :L..
anyways m kon matlab :tappingfoot:
m apki sapno ki rani hn :$:p
kesi ho may :p
victoria8486 13 years ago :o Hume bhool gaye lagta h :(
Anshara1 13 years ago ap pehle atchi thi:) muje a wali tami pasnd nai ayi:( aur my pehle kharb thi lekin mera a badlaw atcha hai:p :p my pehle lyf guzarti thi ab lyf ku jeeti hun:p lekin ap mera ulta hogayi:(
Anshara1 13 years ago di yahan ake sb badal q jate hain?:p :p :p
Anshara1 13 years ago :p tami darling hasi :p anshu khush hui:$
Anshara1 13 years ago walaikumsalam tami darling:P tikh hun:P ap kaisi hain??:) waise ap pehle wali tamanna ko kahan shord aye ho?:)